Aadmi Bhutiya Hai Lyrics आदमी भूतिया है - Sherdil: The Pilibhit Saga - Rahgir

आदमी भूतिया है » Aadmi Bhutiya Hai Lyrics in Hindi, is a Hindi Philosophical song from the soundtrack of the Indian film Sherdil: The Pilibhit Saga. The song is sung by Rahgir and composed by Rahgir, with lyrics of Aadmi Bhutiya Hai is provided by Rahgir. The film Sherdil: The Pilibhit Saga features Pankaj Tripathi, Sayani Gupta and Neeraj Kabi in a lead role.

"Aadmi Bhutiya Hai" Song Details:

Movie:Sherdil: The Pilibhit Saga
Singer(s):Rahgir
Lyricist(s):Rahgir
Music Director(s):Rahgir
Genre(s):Philosophical
Director(s):Srijit Mukherji
Music Label:© T-Series
Starring:Pankaj Tripathi, Sayani Gupta, Neeraj Kabi
Release on:24th June, 2022

Aadmi Bhutiya Hai Lyrics – Rahgir

Phoolon ki laashon mein
Taazgi chahta hai
Phoolon ki laashon mein
Taazgi chahta hai

Aadmi bhutiya hai
Kuch bhi chahta hai
Phoolon ki laashon mein

Zinda hai to aasmaan mein
Udne ki zidd hai

O mar jaaye to
Mar jaaye to sadne ko
Zameen chahta hai
Aadmi bhutiya hai

Taang ke basta utha ke tambu
Jaaye door pahadon mein
Wahan bhi dj daaru masti
Chaahe shahar ujadon mein

Phir shahar bulaaye usko to
Jaata hai chhod tabahi pichhe
Kudrat ko kar daagdaar sa
Chhod ke apni syaahi pichhe
Chhod ke apni syaahi pichhe

Aur wahi banda
Phir se wahi hariyaali chahta hai
Aadmi bhutiya hai

Phoolon ki laashon mein
Taazgi chahta hai
Phoolon ki laashon mein
Taazgi chahta hai

Aadmi bhutiya hai
Kuch bhi chahta hai
Phoolon ki laashon mein.

Lyrics in Hindi

फूलों की लाशों में
ताज़गी चाहता है
फूलों की लाशों में
ताज़गी चाहता है

आदमी भूतिया है
कुछ भी चाहता है
फूलों की लाशों में

ज़िंदा है तो आसमान में
उड़ने की ज़िद्द है

ओ मर जाए तो
मर जाए तो सड़ने को
ज़मीन चाहता है
आदमी भूतिया है

टांग के बस्ता उठा के तंबू
जाए दूर पहाड़ों में
वहां भी डिजे दारु मस्ती
चाहे शहर उजाडों में

फिर शहर बुलाये उसको तो
जाता है छोड़ तबाही पीछे
कुदरत को कर दागदार सा
छोड़ के अपनी स्याही पीछे
छोड़ के अपनी स्याही पीछे

और वही बंदा
फिर से वही हरियाली चाहता है
आदमी भूतिया है

फूलों की लाशों में
ताज़गी चाहता है
फूलों की लाशों में
ताज़गी चाहता है

आदमी भूतिया है
कुछ भी चाहता है
फूलों की लाशों में.

Related posts