जब भी जी चाहे » Jab Bhi Ji Chahe Lyrics in Hindi » Daag

Jab Bhi Ji Chahe Lyrics in Hindi

जब भी जी चाहे नई दुनिया बसा लेते हैं लोग
जब भी जी चाहे नई दुनिया बसा लेते हैं लोग
एक चेहरे पे कई चेहरे लगा लेते हैं लोग
एक चेहरे पे कई चेहरे लगा लेते हैं लोग

जब भी जी चाहे नई दुनिया बसा लेते हैं लोग
एक चेहरे पे कई चेहरे लगा लेते हैं लोग
एक चेहरे पे कई चेहरे लगा लेते हैं लोग

याद रहता है किसे गुज़रे ज़माने का चलन?
याद रहता है किसे?
सर्द पड़ जाती है चाहत, हार जाती है लगन

अब मुहब्बत भी है क्या एक तिजारत के सिवा?
हम ही नादाँ थे जो ओढ़ा बीती यादों का कफ़न
वरना जीने के लिए सबकुछ भुला लेते हैं लोग
वरना जीने के लिए सबकुछ भुला लेते हैं लोग
एक चेहरे पे कई चेहरे लगा लेते हैं लोग

जाने वो क्या लोग थे जिनको वफ़ा का पास था
जाने वो क्या लोग थे…
“दूसरे के दिल पे क्या गुज़रेगी?” ये अहसास था
अब हैं पत्थर के सनम, जिनको अहसास, ना ग़म

वो ज़माना अब कहाँ जो पहले दिल को रास था
अब तो मतलब के लिए नाम-ए-वफ़ा लेते हैं लोग
अब तो मतलब के लिए नाम-ए-वफ़ा लेते हैं लोग

जब भी जी चाहे नई दुनिया बसा लेते हैं लोग
एक चेहरे पे कई चेहरे लगा लेते हैं लोग
एक चेहरे पे कई चेहरे लगा लेते हैं लोग

 
 

Jab Bhi Ji Chahe Lyrics in English

Jab bhi ji chahe nai
Duniya basa lete hai log
Jab bhi ji chahe nai
Duniya basa lete hai log
Ek chehre pe kai
Chehre laga lete hai log
Ek chehre pe kai
Chehre laga lete hai log
Jab bhi ji chahe nai
Duniya basa lete hai log
Ek chehre pe kai
Chehre laga lete hai log
Ek chehre pe kai
Chehre laga lete hai log

Yaad rahta hai kise
Guzre zamane ka chalan
Yaad rahataa hai kise
Sard pad jati hai chahat
Haar jati hai lagan
Ab mohabbat bhi hai
Kya ik tijarat ke siva
Ham hi nadan the jo
Odha biti yado ka kafan
Varna jine ke liye sab
Kuchh bhula lete hai log
Varna jine ke liye sab
Kuchh bhula lete hai log
Ek chehre pe kai
Chehre laga lete hai log

Jane vo kya log the
Jinko wafa ka paas tha
Jane vo kya log the
Dusre ke dil pe kya
Guzregi ye ehasas tha
Ab hai patthar ke
Sanam jinko ehasas na ho
Wo zamana ab kaha jo
Ahal-e-dil ko raas tha
Ab to matlab ke liye
Naam-e-wafa lete hai log
Ab to matlab ke liye
Naam-e-wafa lete hai log

Jab bhi ji chahe nai
Duniya basa lete hai log
Ek chehre pe kai chehre
Laga lete hai log
Ek chehre pe kai chehre
Laga lete hai log.

Jab Bhi Ji Chahe Lyrics Details

Song Title:Jab Bhi Ji Chahe
Music Director:Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Lyricist:Sahir Ludhianvi
Singer(s):Lata Mangeshkar
Movie:Daag: A Poem of Love (1973)
Starcast:Rajesh Khanna, Sharmila Tagore, Rakhee

Useful External Links

Daag: A Poem of Love movie at Wikipedia

Daag: A Poem of Love movie at IMDB

Jab Bhi Ji Chahe Lyrics is from Bollywood Daag: A Poem of Love movie.

Other Popular and Melodious Songs from Daag: A Poem of Love

Do you like Jab Bhi Ji Chahe Lyrics from Daag: A Poem of Love movie? Share your thoughts about this song below in comments section.

Related posts