जंग जो चंद रोज़ » Mere Dushman Mere Bhai Lyrics in Hindi » Border

Mere Dushman Mere Bhai Lyrics is from Bollywood Border movie.

Mere Dushman Mere Bhai Lyrics in Hindi

जंग जो चंद रोज़ होती है ज़िंदगी बरसों तलक रोती है
सन्नाटे की गहरी छांव खामोशी से जलते पांव
ये नदियों पर टूटे हुए पुल धरती घायल है व्याकुल
ये खेत बमों से झूलते हुए ये खाली रस्ते सहमें हुए
ये मातम करता सारा समां ये जलते घर ये काला धुआं
हो हो हो

मेरे दुश्मन मेरे भाई मेरे हमसाए
मुझसे तुझसे हम दोनों से ये जलते घर कुछ कहते हैं
बरबादी के सारे मंज़र कुछ कहते हैं हाय
मेरे दुश्मन मेरे भाई …

बारूद से बोझल सारी फ़िज़ां है मौत की बू फैलती हवा
ज़ख्मों पे है छाई लाचारी गलियों में है फिरती बीमारी
ये मरते बच्चे हाथों में ये माँओं का रोना रातों में
मुरदा बस्ती मुरदा है नगर चेहरे पत्थर हैं दिल पत्थर
मेरे दुश्मन मेरे भाई …

जलते घर बरबादी के सारे मंज़र सब मेरे नगर सब तेरे नगर
ये कहते हैं
इस सरहद पर फुंफकारेगा कब तक नफ़रत का ये अजगर
हम अपने अपने खेतों में
गेनूं की जगह चावल की जगह बंदूकें क्‌यों बोते हैं
जब दोनों ही की गलियों में कुछ भूखे बच्चे रोते हैं

Mere Dushman Mere Bhai Lyrics in English

Jang to chand roz hoti hai
Jang to chand roz hoti hai
Zindagi barsoon talak roti hai…

Sannate ki gehri chhanv
Khaamoshi se jalte gaanv
Ye nadiyon par toote huey pul
Dharti ghaayal aur vyaakul
Ye khet gamon se jhulse huey
Ye khaali raste sehme huey
Ye maatam karta saara samaa
Ye jalte ghar ye kaala dhuaan
Ye jalte ghar ye kaala dhuaan
Hoho..

Hmmm..mere dushman
Mere bhai mere humsaaye
Mere dushman
Mere bhai mere humsaaye
Mujhse tujhse hum donon se
Ye jalte ghar kuchh kehte hain
Barbaadi ke saari
Manzar kuchh kehte hain
Hay..mere dushman
Mere bhai mere humsaaye
Hoho…

Hmmm..
Baarood se bojhal saari fiza
Hai maut ki dhoop hai laati hava
Zakhmon pe hai chhaayi laachaari
Dariyon mein hai khilti beemaari
Ye marte bachche haathon mein
Ye maaon ka rone raaton mein
Murda basti murda hai nagar
Chehre patthar hain dil patthar
Chehre patthar hain dil patthar
Hoho..

Hmm..mere dushman
Mere bhai mere humsaaye
Mere dushman

Mere bhai mere humsaaye
Mujhse tujhse hum donon sun
Ye patthar ghar kuchh kehte hain
Barbaadi ke saari
Manzar kuchh kehte hain
Hay..mere dushman
Mere bhai mere humsaaye
Hoho…

Hmmm..mere dushman
Mere bhai mere humsaaye
Chehron ke dilon ke
Ye patthar ye jalte ghar
Barbaadi ke saare manzar
Sab mere nagar sab tere nagar
Ye kehte hain
Is sarhad par pulkaarega
Kab tak nafrat ka ye ajgar
Kab tak nafrat ka ye agrak
Is sarhad par pulkaarega
Kab tak nafrat ka ye ajgar
Hum apne apne kheton mein
Gehoon ki jagah chaawal ki jagah
Ye bandookein kyon bote hain
Jab donon hi ki galiyon mein
Kuchh bhookke bachche rote hain
Kuchhbhookhe bachche rote hain
Aa khaayein kasam
Ab jung nahin hone paaye
Aa khaayein kasam
Ab jung nahin hone paaye
Aur us din ka rasta dekhein
Jab khil uththay tera bhi chaman
Jab khil uththay mera bhi chaman
Tera bhi watan mera bhi watan
Mera bhi watan tera bhi watan
Tera bhi watan mere bhi watan

Hoho..mere dost
Mere bhai mere humsaaye
Mere dost mere bhai mere humsaaye
Hoho..hmmm..aaa…

Mere Dushman Mere Bhai Lyrics Details

Song Title:Mere Dushman Mere Bhai
Music Director:Anu Malik
Lyricist: Javed Akhtar
Singer(s):Hariharan
Movie:Border (1997)
Starcast:Sunny Deol, Suniel Shetty, Akshaye Khanna, Raakhee, Jackie Shroff, Tabbu, Pooja Bhatt, Kulbhushan Kharbanda, Puneet Issar

Useful External Links

Border movie at Wikipedia

Border movie at IMDB

Other Popular and Melodious Songs from Border

Do you like Mere Dushman Mere Bhai Lyrics from Border movie? Share your thoughts about this song below in comments section.

Related posts