किसी की नज़र ने इशारा किया Kisi Ki Nazar Ne Ishara Kiya lyrics in Hindi - Sau Saal Baad | Lata Mangeshkar
किसी की नज़र ने इशारा किया Kisi Ki Nazar Ne Ishara Kiya lyrics in Hindi - Sau Saal Baad | Lata Mangeshkar
Kisi Ki Nazar Ne Ishara Kiya (किसी की नज़र ने इशारा किया) lyrics in Hindi is Sung by Lata Mangeshkar » Movie Sau Saal Baad. The song's music direction is by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal), and lyrics are written by Anand Bakshi. It casts Feroz Khan, Kumkum, Rajendra Nath, Sapru.
Movie | Sau Saal Baad |
Singers | Lata Mangeshkar |
Music Director | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist | Anand Bakshi |
Cast | Feroz Khan, Kumkum, Rajendra Nath, Sapru |
Music Label | Saregama |
Kisi Ki Nazar Ne Ishara Kiya lyrics in Hindi
किसी की नज़र ने किसी की नज़र ने
किसी की नज़र ने इशारा किया हैं
किसी की नज़र ने इशारा किया हैं
के मर्न अभी हमने के मरना भी हमने
के मरना भी हमने गवारा किया हैं
किसी की नज़र ने इशारा किया हैं
किसी रोज़ गुजरे अगर वो इधर से
किसी रोज़ गुजरे अगर वो इधर से
तो कदमो मैं दिल के,
तो कदमो मैं दिल के रहे बेखबर से
ये क्या हल तुमने, क्या हल तुमने
क्या हल तुमने हमारा किया हैके मर्न अभी हमने के मरना भी हमने
के मरना भी हमने गवारा किया हैं
किसी की नज़र ने इशारा किया हैं
यहा वो नहीं हैं वाहा वो नहीं हैं
यहा वो नहीं हैं वाहा वो नहीं हैं
वाहा वो नहीं हैं मगर फिर भी तौबा
मगर फिर भी तौबा कहा वो नहीं हैं
जहा भी हैं देखा जिधर भी हैं देखा
नज़र ने उसीका नज़ारा किया हैं
के मर्न अभी हमने के मरना भी हमने
के मरना भी हमने गवारा किया हैं
किसी की नज़र ने इशारा किया हैं.
Kisi Ki Nazar Ne Ishara Kiya lyrics in English
Kisi ki nazar ne kisi ki nazar ne
Kisi ki nazar ne ishara kiya hai
Kisi ki nazar ne ishara kiya hai
Ke marn abhi humne ke marna bhi humne
Ke marna bhi humne gawara kiya hai
Kisi ki nazar ne ishara kiya hai
Kisi roz gujre agar wo idhar se
Kisi roz gujre agar wo idhar se
To kadmo mein dil ke,
To kadmo mein dil ke rahe bekhabar se
Ye kya hal tumne, kya hal tumne
Kya hal tumne hamara kiya haiKe marn abhi humne ke marna bhi humne
Ke marna bhi humne gawara kiya hai
Kisi ki nazar ne ishara kiya hai
Yaha wo nahi hai waha wo nahi hai
Yaha wo nahi hai waha wo nahi hai
Waha wo nahi hai magar phir bhi tauba
Magar phir bhi tauba kaha wo nahi hai
Jaha bhi hai dekha jidhar bhi hai dekha
Nazar ne usika nazara kiya hai
Ke marn abhi humne ke marna bhi humne
Ke marna bhi humne gawara kiya hai
Kisi ki nazar ne ishara kiya hai.