सारी खुशिया हैं मोहब्बत की Sari Khushiya Hai Mohabbat Ki lyrics in Hindi - Suhana Safar | Mohammed Rafi
सारी खुशिया हैं मोहब्बत की Sari Khushiya Hai Mohabbat Ki lyrics in Hindi - Suhana Safar | Mohammed Rafi
Sari Khushiya Hai Mohabbat Ki (सारी खुशिया हैं मोहब्बत की) lyrics in Hindi is Sung by Mohammed Rafi from Movie Suhana Safar. The song's music direction is by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal), and lyrics are written by Anand Bakshi. It casts Shashi Kapoor, Sharmila Tagore.
Movie | Suhana Safar |
Singers | Mohammed Rafi |
Music Director | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist | Anand Bakshi |
Cast | Shashi Kapoor, Sharmila Tagore |
Music Label | Saregama |
Sari Khushiya Hai Mohabbat Ki lyrics in Hindi
सारी खुशिया हैं मोहब्बत की
ज़माने के लिए
सारी खुशिया हैं मोहब्बत की
ज़माने के लिए
मैंने तो प्यार किया
आँसू बहने के लिए
सारी खुशिया हैं मोहब्बत की
ज़माने के लिए
सारी खुशिया हैं
काश ये जाजबा दिल कम
तो आ जाता कभी
काश ये जाजबा दिल कम
तो आ जाता कभी
उनके होठो पे मेरा
नाम तो आ जाता कभी
याद करके लेते मुझे
भूल ही जाने के लिए
सारी खुशिया हैं मोहब्बत ख़िज़मने के लिए
सारी खुशिया हैं
खूने दिल खूने जिगर
खूने तामनाओ के सिवा
खूने दिल खूने जिगर
खूने तामनाओ के सिवा
सारी दुनिया मे मुझे
रंग ना कोई भी मिला
अपने अरमानों की
तस्वीर बनाने के लिए
सारी खुशिया हैं मोहब्बत की
ज़माने के लिए
मैंने तो प्यार किया
आँसू बहने के लिए
सारी खुशिया हैं मोहब्बत की
ज़माने के लिए
सारी खुशिया हैं.
Sari Khushiya Hai Mohabbat Ki lyrics in English
Sari khushiya hai mohabbat ki
Zamane ke liye
Sari khushiya hai mohabbat ki
Zamane ke liye
Maine to pyar kiya
Aansu bahane ke liye
Sari khushiya hai mohabbat ki
Zamane ke liye
Sari khushiya hai
Kash ye jajba dil kam
To aa jata kabhi
Kash ye jajba dil kam
To aa jata kabhi
Unke hotho pe mera
Naam to aa jata kabhi
Yad karke lete mujhe
Bhool hi jane ke liye
Sari khushiya hai mohabbat kiZamane ke liye
Sari khushiya hai
Khune dil khune jigar
Khune tamannao ke siwa
Khune dil khune jigar
Khune tamannao ke siwa
Sari dunia me mujhe
Rang na koi bhi mila
Apne armano ki
Tasvir banane ke liye
Sari khushiya hai mohabbat ki
Zamane ke liye
Maine to pyar kiya
Aansu bahane ke liye
Sari khushiya hai mohabbat ki
Zamane ke liye
Sari khushiya hai.