तू हवा है फ़िज़ा है » Tu Fiza Hai Lyrics in Hindi » Fiza
Tu Fiza Hai Lyrics in Hindi
फ़िज़ा फ़िज़ा फ़िज़ा हे फ़िज़ा
तू हवा है फ़िज़ा है ज़मीन की नहीं
तू घटा है तो फिर क्यूँ बरसती नहीं
उड़ती रेहेती है तू पंछियों की तरह
आ मेरे आशियाने में आ
मैं हवा हूँ कहीं भी ठेहेरती नहीं
रुक भी जाऊं कहीं पर तो रेहेती नहीं
मैंने तिनके उठाए हुए हैं परों पर
आशियाना नहीं है मेरा
घने एक पेड़ से मुझे
झोका कोई लेके आया है
सूखे एक पत्ते की तरह
हवा ने हर तरफ उड़ाया है
आ ना आ
हे आ ना आ एक दफा इस ज़मीन से उठें
पाओं रखे हवा पर ज़रा सा उडे
चल चले हम जहाँ कोई रास्ता ना हो
कोई रेहेता ना हो कोई बस्ता ना हो
केहेते है आँखों में मिलती है ऐसी जगह
फ़िज़ा फ़िज़ा
मैं हवा हूँ कहीं भी ठेहेरती नहीं
रुक भी जाऊं कहीं पर तो रेहेती नहीं
मैंने तिनके उठाए हुए हैं परों पर
आशियाना नहीं है मेरा
तुम मिले तो क्यूँ लगा मुझे
खुद से मुलाक़ात हो गयी
कुछ भी तो कहा नहीं मगर
ज़िन्दगी से बात हो गयी
आ ना आ
हे आ ना आ साथ बैठे ज़रा देर तो
हाथ थामें रहे और कुछ ना कहे
छूके देखे तो आँखों की खामोशियाँ
कितनी चुप चाप होती है सरगोशियां
सुनते है आँखों में होती है ऐसी सदा
फ़िज़ा फ़िज़ा
तू हवा है फ़िज़ा है ज़मीन की नहीं
तू घटा है तो फिर क्यूँ बरसती नहीं
उड़ती रेहेती है तू पंछियों की तरह
आ मेरे आशियाने में आ
मैं हवा हूँ कहीं भी ठेहेरती नहीं
रुक भी जाऊं कहीं पर तो रेहेती नहीं
मैंने तिनके उठाए हुए हैं परों पर
आशियाना नहीं है मेरा
Tu Fiza Hai Lyrics in English
Fiza fiza fiza hey fiza
Tu hawa hai fiza hai
Zameen ki nahin
Tu ghata hai to phir
Kyun barasti nahin
Udti rehti hai tu
Panchhiyon ki tarah
Aa mere aashiyaane mein aa
Tu hawa hai fiza hai
Zameen ki nahin
Tu ghata hai to phir
Kyun barasti nahin
Udti rehti hai tu
Panchhiyon ki tarah
Aa mere aashiyaane mein aa
Main hawa hoon kahin
Bhi theherti nahin
Ruk bhi jaaoon kahin
Par to rehti nahin
Maine tinke uthaaye
Hue hain paron par
Aashiyaana nahin hai mera
Ghane ek ped se mujhe
Jhoka koi leke aaya hai
Sukhe ek patte ki tarah
Hawa ne har taraf udaaya hai
Aa na aa
Hey aa na aa ek dafa is
Zameen se uthe
Paaon rakhe hawa
Par zara sa ude
Chal chale hum jahan
Koi rasta na ho
Koi rehta na ho
Koi basta na ho
Kehte hai aankhon mein
Milti hai aisi jaga
Fiza fiza
Main hawa hoon kahin
Bhi theherti nahin
Ruk bhi jaaoon kahin
Par to rehti nahin
Maine tinke uthaaye
Hue hain paron par
Aashiyaana nahin hai mera
Tum mile to kyun laga mujhe
Khud se mulaaqaat ho gayi
Kuch bhi to kaha nahin magar
Zindagi se baat ho gayi
Aa na aa
Hey aa na aa saat
Baithe zara der to
Haath thaame rahe
Aur kuch na kahe
Chhooke dekhe to aankhon
Ki khaamoshiyaan
Kitni chup chaap hoti
Hai sargoshiyaan
Sunte hai aankhon
Mein hoti hai aisi sada
Fiza fiza
Tu hawa hai fiza hai
Zameen ki nahin
Tu ghata hai to phir
Kyun barasti nahin
Udti rehti hai tu
Panchhiyon ki tarah
Aa mere aashiyaane mein aa
Main hawa hoon kahin
Bhi theherti nahin
Ruk bhi jaaoon kahin
Par to rehti nahin
Maine tinke uthaaye
Hue hain paron par
Aashiyaana nahin hai mera.
Tu Fiza Hai Lyrics Details
Song Title: | Tu Fiza Hai |
Music Director: | Anu Malik |
Lyricist: | Gulzar (Sampooran Singh Kalra) |
Singer(s): | Alka Yagnik, Sonu Nigam |
Movie: | Fiza (2000) |
Starcast: | Jaya Bachchan, Karisma Kapoor, Hrithik Roshan, Neha |
Useful External Links
Tu Fiza Hai Lyrics is from Bollywood Fiza movie.
Other Popular and Melodious Songs from Fiza
Do you like Tu Fiza Hai Lyrics from Fiza movie? Share your thoughts about this song below in comments section.